Letras de Udit Narayan



Akeli Na Bazaar Jaya Karo - Udit Narayan



Akeli Na Bazaar Jaya Karo

Nazar Lag Jayegi

Sabki Nazar Mein Na Aaya Karo

Nazar Lag Jayegi

Akeli Na Bazaar Jaya Karo

Nazar Lag Jayegi

Sabhki Nazar Mein Na Aaya Karo

Nazar Lag Jayegi

Samjho Zara Baat Meri Janaab

Bajaria Mein Sabki Najaria Kharaab

Nazar Lag Jayegi

Nazar Lag Jayegi

Akeli Na Bazaar Jaya Karo

Nazar Lag Jayegi

Nazar Lag Jayegi

Tum Aaina Jo Dekho

Woh Bhi Sambhal Ke Dekho

Tum Aaina Jo Dekho

Woh Bhi Sambhal Ke Dekho

Chanchal Sa Mann Tumhara

Na Faansle Tumhi Ko

Chanchal Sa Man Tumhara

Na Faansle Tumhi Ko

Darpan Se Khud Ko Bachaya Karo

Nazar Lag Jayegi

Nazar Lag Jayegi

Akeli Na Bazaar Jaya Karo

Nazar Lag Jayegi

Nazar Lag Jayegi

O, Patjhad Ho Ya Ho Sawan

Ho Basant Ya Bahaar

Patjhad Ho Ya Ho Sawan

Ho Basant Ya Bahaar

Tere Roop Ka Nazara

Deta Mujhe Qaraar

Tere Roop Ka Nazara

Deta Mujhe Qaraar

Na Jhatka Ke Zulfein Phiraya Karo

Nazar Lag Jayegi

Nazar Lag Jayegi

Akeli Na Bazaar Jaya Karo

Nazar Lag Jayegi

Nazar Lag Jayegi

Maine Tumse Ye Kaha Tha

Mujhe Saath Le Ke Chalna

Maine Tumse Ye Kaha Tha

Mujhe Saath Le Ke Chalna

Tumne Bhi Yahi Bola

Haan Saath Hi Hai Chalna

Tumne Bhi Yahi Bola

Haan Saath Hi Hai Chalna

Waada Kiya To Nibhaya Karo

Baat Ban Jayegi

Baat Ban Jayegi

Akeli Na Bazaar Jaya Karo

Nazar Lag Jayegi

Sabki Nazar Mein Na Aaya Karo

Nazar Lag Jayegi

Deewana Kardogi Duniya Ko Tum

Agar Baat Meri Na Manogi Tum

Nazar Lag Jayegi

Nazar Lag Jayegi

Nazar Lag Jayegi.